View Single Post
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
25th November 2016, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
raat guzar jati he tumhare khawabon me
khawabon se jagati sehar jaroor he

eak saya sath tha WO bhi ab door he
tanhai me tanha rehne ko majboor he

guzrata he lamhe sadiyon ki manind
ishq me tadpte rehne ka dastoor he

sanaton ke bhanwar me dil dhadkta he
dil me aaj bhi unki dhadkan jaroor he

nikal jo unki mehfil se nazren jhukaye
lagta he sare mehfil qatil mshoor he

ladkhadaye Jo kadam rahon me kabhi
ye sab unki mast nazron ka kasoor he

intehai ishqe pegam rusva rahe sare bazaar
diwane ko na maloom wo kitne magroor he

rahon se rahen juda he to kya ho
ishqe me chak damam bhi guroor he

muddaton ki khalish me sukune dil nahi
ashqon me lahu ka dariya bharpoor he

jis hansi qatil pe kesh huve shakir
mere chand ke samne aaftaab be noor he
Waah shakir sahab..raunak laga di hai aapne...behad kgoob kalaam pesh kiya hai....dil se mubarak baad..

Aate rahein..
Likhte rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote