View Single Post
waah waah
Old
  (#91)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
waah waah - 1st September 2007, 12:08 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
hey manu(MANISH),
aap ko ye mehfil pasand aayi..........uske liye mai aap ki shukra-guzaar hoo.........aap ka tahe-dil se swaagat hai hamari is mehfil mai...........aap ke sher hume bahut ache lage...........lajawaab hai.........inka jawaab dene ki ek koshish kar rahi hoo...........
gaur farmaye................


falak ke teer ka kya nishana tha,
idhar mera ghar, udhar uska aashiyana tha,
pahunch rahi thi kinaare pe kashti-e-umeed,
usi waqt is toofan ko bhi yahaan aana tha.................

waah waaah lamha ji kyaa bat hai aap to badii pahunchhi hui adaakaara lagti hai bahoot hee unchaa sher maaraa hai ab hame jawaab bhi kuchh hat ke dena padegaa chalo aap ke saamne ham ek teenke ke siwaa kuchh nahee, aap to hawaa ka zhonkaa ho hame to udaa le hii jaayegi ,lekin fir bhi koshish karte hai aap ke samane teekane kee

ajee jaate hai kahaaN hamaara jawaab bhi padhate jaaiye jaraa.


Utare hai dil men sidhi tirchhi nazar tumhaaree
Dil aarzoo karega ab to umrabhar tumhaaree

Kahte hai pyaar kis ko? ham kyaa kahenge is ko?
Tum ko pataa hai mera mujh ko khabar tumhaaree



aage aur hai magar aap ke jawaab par depend kartaa hai Yaani aap kaisa jawaab dete hai , us ke hisaab se sher change hogaa is liye yahaa abhi nahee rakh rahaa

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote