View Single Post
Old
  (#878)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
1st September 2014, 01:06 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
ghamgusar,hijr-e-yaar,khusi ka izhaar,doston ka pyaar,koi tehwar,kal itwaar

rindon ke liye baada-khwaari k bahane aur bhi hain
wwwwwwwwaaaaahhhhhhh !! superbbbbbbbbb !!

zabardast pur-lutf sher kaha Ananthpak sahab !!! maza aa gaya !! dheron dheron daad aap ko !!

chaliye, rind-bahana-fund mein mera adna sa contribution, aap ki ijaazat se :

mausam-e-bahaar
saaqi ka israar
mehbooba ka inkaar
biwi se takraar
office ki maaraamaar
cricket mein haar
happy hour



on a serious note, sharaab peene ke bahaanon par, Ghalib ke 2 behtareen sher yaad aate hain ...

"ghalib" chhuti sharaab par ab bhi kabhi kabhi
peetaa hooN roz-e-abr-o-shab-e-maahtaab meiN
-ghalib

piyooN sharaab agar khum bhi dekh looN do chaar
ye sheeha-o-qadah-o-kooza-o-suboo kya hai
- ghalib


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote