View Single Post
Old
  (#572)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
14th August 2014, 10:34 AM

lafz 'qafas' pe mere kuch aashaar.....

na qafas kaa kHauf jinko na chaman kii chaah rakhte
maiN guloN se puchhtaa hooN wo parinde ab kahaaN hai

ye qafas hai raen-basera aur maiN taaIr*-e-dil
jo chaman se uD ke khud aa mila sayyaad se

(*bird)

aur ye mera pehle pesh kiya hua sher jisme lafz "qafas" se aib-e-do-lakht paida hua tha due to missing correlation...
Zarraasaab aur baaki shora aur shaayaroN se guzaarish hai ki apne sujhaav aur salaah qaayam kareN...

kamar se baandh ke wo khinch rahaa suunaa qafas-e-ruuh
kise uthaanee hai azaab is sard murde baar ki



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote