Thread: Mera Bachpan
View Single Post
Old
  (#4)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
25th September 2004, 09:47 AM

Udas ji...

Bachpan jeevan ka wo daur hai.. jab hume ghum ki oehchaan nahi hoti.. azaad panchhi jaise hote hain hum.. hume bhi bohat yaad aata hai ye bachpan.. recently R. K. Narayan ji ki kitaab 'Swami & Freinds' paRi.. ek ek kisse par apna bachpan yaad aaya.. agar mauka mile to ye kitaab zaroor paRna.. bachpan o baRi khoobi se lafzon me qaid kiya hai... waise hi jaise aapne is kalaam me kiya... Bohat khoob!

Bas.. paRte hue un logon ki yaad aa gayi, jinke bachpan ki yaadein shayad itni suhaani nahi..

Bohat achha likha hai aapne.. yunhi likhte rahiyega..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote