2nd January 2008, 08:32 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tauba...... ye ishq jaanlewa hota hai...is se to bachkar hi rehna........
judai..............
|
judai kuch kahe bina hi sabko maar deti hai.............
khushi...........................
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|