Thread: about beh'r
View Single Post
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th June 2010, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Bhayee pahli try hai .... yun to thread bahut pahle banbaa diya tha ........
shaam ko saath mais ahi ki thi par fir ulajh gaya ........
yaha pe hi seekhna sahi rahega ...........

zara dekhyeN ise

saans aayee aansu aaye rab yaad aaya
aap yaad aye to sab yaad aaya

jab bhi milne ki dili khwaahish ki
fir bichdne ka sabab yaad aaya

soch maiN hun ki tujhe dekha hai
aainaa hia tu mera ab yaad aaya

tujhpe jo dekhi khuda ki mehr
apna bhi dast-e-talab yaad aaya

geeli geeli hia meri aankheN kyuN
aaj din bhar tu kab yaad aaya

apka qafiya aisa hai ki ye ghazal 'tumko dekha' wale meter me nahi aa sakti

isse milta julta ek meter hai...usme apki kai lines chali gai hai

dhun hai......

dil dhadakne ka sabab yaad aaya( youtube par mil jayegi)
iski taktee hai
2122 1122 22
1122 1122 22
2122 1122 112
1122 1122 112

apka

phir bichadne ka sabab yaad aaya..bilkul sahi hai

apki kai lines is beher me already hai
aap poori ghazal is dhun aur is taktee par dhaalne ki koshish kijiye
ek try aur ho jaaye...aap bahut kareeb hai
   
Reply With Quote