View Single Post
nice
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 20th August 2007, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Bhool hai unki isliye hi to bhool jane ki baat karti hai,
Saza ke hakdaar hum hai,khata ki hai theek karti hai,

Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaaz ko huzur mere,
Ye chod jaane ke liye nahi,kareeb ane ke liye karti hai,

Hoti hogi jalan khuda ko bhi tere chahne ke tarike se,
Bata use teri mohabbat,doosro par kitna asar karti hai,

Mohabbat ka naam kaise paya jab intezaar hi na tha,
Wo tere khawb mein na aae,par tera intezaar karti hai,

Jalaade Kitaab-e-zindagi ke fasl mein se naam mera,
Naam hi jalati hai mera,itna to mera ehteram karti hai,

Na bhi mile Ijazaat unse guft-a-goo karne ki hume par,
Jab zarurat pade hamari,woh khud hi shuruat karti hai,

Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...
abraar bhai ko raj ka adaab.......bhai kyaa baat hai bhut khub kaha hai aapne har ehsaas pukhtagii liye huye or lafzon mein ajab sii kashish hai......daad kabool karna.......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote