View Single Post
Old
  (#176)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th July 2014, 09:21 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
hamaarii ek koshish

paa-bosii* hai milii jo unse (kissing feet)
bosa-zanii* kuchh ab aur bhii toh ho (kissing)
bosiida-fazaa* kii kya fikar hai (delicate/fragile moment)
ki bosa-e-lab* bhii kabhii toh ho (kissing of lips)


Adil 'Safeer'

-----------------------------

wwwwwwwaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhh !!!!!!! ye sher hai ke ek kaarnaamaa !!

maiN ne is lafz ka ta'arruf karne waalee post meiN arz kiya tha ki "ab lafz-e-bosa ke bose lete haiN" ..... aap ke is sher ne waisa hi kiya hai ye sher to bose ki encyclopedia jaisa hai

but seriously, amazing word play Aadeil bhai !! aur khayaal bhi khoob !! saath hi aap ka ye bahaut barha contribution hai ki lafz "bosa" se nikle itne saare alfaaz ka ilm karaaya ahl-e-mehil ko karwa diya !!! waaaah !!!

to Aadeil bhai, dher saaree daad aur khoob saara shukriya !!!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote