Thread: Dekha to nahi
View Single Post
Old
  (#17)
vms
Registered User
vms is a glorious beacon of lightvms is a glorious beacon of lightvms is a glorious beacon of lightvms is a glorious beacon of lightvms is a glorious beacon of light
 
vms's Avatar
 
Offline
Posts: 90
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 20
10th February 2011, 02:51 PM

Quote:
Originally Posted by krishna View Post
DEKHA TO NAHI



MAINE MAHSOOS KIYA HAI TUMHE DEKHA TO NAHI
DIL NE POONCHHA HAI KAI BAR YE DHOKHA TO NAHI.

TUM AGAR ROOBROO HOTE TO HUM BAYAN KARTE. HAL-E-DIL YUN KABHI TUMNE MERA POONCHHA TO NAHI

KOSHISHEN MAINE BAHUT KI HAIN BHULANE KI TUMHE
DIL-E-NADAN YE TUMHE BHOOLNE DETA TO NAHI.

DARD HAD SE JO BADHEGA TO DAVA KHUD HOGA
ISLIYE HAMNE KABHEE AUR KO SOCHA TO NAHI.

KHUDA KE DAR PE YE krishna TO SUBH-O-SHAM GYA
TERI KHUSHEE KE SIVA KUCHH KABHI MANGA TO NAHI

KRISHNA

Krishna ji,

Ye apki kavita bahut hi acha hai, ise padne se hame hamari apnasa ta koi uski yaad ayi, sayad wo bhi is pade to acha hota hai.

Pyar to hota hai acha par, sacha pyar sabko nahi milta.
miilkar bichadne par, bada dard chod deta hai.
   
Reply With Quote