View Single Post
Old
  (#33)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 5th June 2008, 05:49 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Jante hein Kashif sahab , apki is ghazal mein hur eik sher mein kitni gehrayee ajub see kaasak aur apke jazbe ki sadaqat aur shidat jhalak rahee hei

apko shayed andaza na ho ke kitni hasas aur kitni umda hei tehrere apki ke jo taader yaad rahe gee haame ,

Maham chu hee nahi saktee koi tehreer jab talak vo dil mein na utre aur apki tehreer pe kuch kehne ko dil ne besakhta labaik kaha

bauhat hee umda sahab buahat khub

daad hazir hei

Due Respects

MahamAzmi
Assalam-o-Alaykum Maham Azmi ji bahut accha laga ki mera likha kalaam aapko pasand aya aap yanha ayi aur apna keemti waqt diya main aapka mamnoon hoon un hi saath deti rahiye aapki daad sar aankho par.................Tc..........Khuda Hafiz


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote