25th September 2007, 08:18 PM
HI Shweta Ji. Kya baat hai aaj bahut khush nazar aa rahe ho....
Isi baat par ek sher main bhi fenk ke marta hoon...
Mulaiza farmaiyega...
Dil ki dhakan ka har geet agar 1 gazal nahin hota,,,,,,
Na ateet na vartmaan hota na aane wala kal hota,,,,,,
kya hota duniya mein mohabbat ka agar 1 mukaam nahin hota,,,,,,,
KABRISTAA hota Shahjahan ka ishq, TAJMAHAL nahin hota...
|