dear raj.. -
11th February 2006, 11:04 AM
dear raj shayri share karne ke liye thanx.
chaand ke upar ek sher yaad aaya hai aapki khidmat me pesh karna chahunga.
kitni khoobsurat ho tum,
kitna haseen chehra hai tumhara.
log kate hain tumhe chaand ka tukda,
main kahta hoon chaand tukda hai tumhara.
ok take care bro apna khayal rakhna yoon hi likhte rahna.
aapka dost shoaib.
|