View Single Post
Old
  (#21)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
9th October 2007, 01:04 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir


woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.

mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay.



tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.

woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.

woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.

Jante hein Kashif sahab , apki is ghazal mein hur eik sher mein kitni gehrayee ajub see kaasak aur apke jazbe ki sadaqat aur shidat jhalak rahee hei

apko shayed andaza na ho ke kitni hasas aur kitni umda hei tehrere apki ke jo taader yaad rahe gee haame ,

Maham chu hee nahi saktee koi tehreer jab talak vo dil mein na utre aur apki tehreer pe kuch kehne ko dil ne besakhta labaik kaha

bauhat hee umda sahab buahat khub

daad hazir hei

Due Respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote