View Single Post
Old
  (#49)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
2nd July 2014, 12:58 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Zarraa saahab/ ufaq saahab aadaab.... jahaan tak mujhe khabar hai ye dono hi lafz "fusoon" aur "afsoon" waahid lafz hain aur dono ke maaynii ek hi hain... aap inhe lafz ayur alfaazz ki misaal se compare na karen... aur haan shayad ke istemaal kabhi ho jaae , magar ye dono lafz waahid hi hain..

doosrii baat ye ke aap isme lafz jod kar waahid aur jamaa ke taur pe istemaal kar sakte hain .. aur deegar murakkkab alfaaz banaaae jaa sakte hain.

waahid ke taur pe "FusooN-saazi" aur jamaa ke liye "fusooN-saaziyaaN" sahii istemaal hai... magar khud fusooN aur afsoooN waahid aur jamaa ke taur par self use nahi kiye ja sakte....

shukriyaa

Shaad....
Shaad sahib....gustaakhi muaaf ...aapne shaayad is thread ko shuru se nahi pada...ya biich-2 me'n chhodkar pada hai.....post no.39 me'n Maine tasliim kiya hai ki dono alfaaz waahid hai aur inhe zaroorat parne par jama'a istemaal kiya ja sakta hai.....abhi ham sirf ustaad shuraa Ke ashaar ki padtaal kar rahe hai taaki waqt padne par hamaare paas sanad rahe....ki ye alfaaz jama'a liye gaye hai......
   
Reply With Quote