16th September 2009, 09:01 AM
sabse pehle to thanx itni acha likha,
Kuch or isi tarike ka likhdo sarkar
Aap ka karam hoga
Aapka
Habib
unko hame satane ka bahana mil gya, hme hmari maut ka thikana mil gya, hme to unke saath ki umid thi jo na mila , unko to sara jamana mil gya, hmari juban ko khamoshi ka kinara mil gya, meri ankho me ashko ka najara khil gya,
Ye kya kam tha k ik mulakat ho bus, tumhari dosti me kambakht hmara dil gya, hm drd ko khuda maan bethe he ab,mere maran k bahane me sath tumhara bn gya,,
Kya malum hqiqat me sath dega khuda,
Khwab aya k hmara ek jakham sil gya...M
|