|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
24th May 2007, 12:50 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Jarra c thes laggi aur aankhe baras padi,
aansu kisi ki yaad ke kitne kareeb thy"
-not mine
|
Ashqon ka kya hain woh to to bewaqt chale aate hain
Dil ke dariya main uhi toofan macha jaate hain
AAj shayad bahut udas hoon mein..
isilye apne kaajal ko baha dene ka man kiya hain.
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|