5th August 2008, 08:12 PM
rizi bhai shukriya
bas yun hi saath bana rakhiye
duniya mein apne pan ki koi kami nahi hai
aaj bhi logon ke dilon mein itni chahat hai ki woh doosron
ko duaein deta hain
aap se jo saka aap ne kiya shukriya
aur main jo karoon bas aap sab ko pasand aaye
yehi dua karta hoon
|