Thread: Islaah ke liye
View Single Post
Old
  (#23)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
21st January 2013, 08:55 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
zidd bhai ki baat ka ehteraam kartey huye ham agle sher ki jaanib barhtey hain jo ki yun hai
khaali haath kiya bapis maine jise darwaje se
aur nahi koe woH Khuda ho aisa bhi ho sakta hai
............................
main is sher ke sirf aor sirf mafhoom pe baat kar raha hun
kamaal ka mazmoon hai jitni tareef karun kam hai ....................... mujhe achhi tarah se yaad hai ki MUALANA LOGON ke 2nd last saal me ek kitaab parhaayi jaati hai jis kaa nam hai MISHKAAT us me main ne ek hadees ( MOHAMMAD rasool s.a.w. ki baat ) parhi thi
***** qayaamat me ( the day of jujment) ALLAAH ek bandey se poochhey ga falaane main bhooka tha tum ne mujhekhana nahi khilaya wo banda kahe gaa ALLAAH aap aor bhookey ? aap to is tarah ki har cheez se paak hain ALLAAH kahen gey wo falana paDosi jo tumhara tha wo bhooka tha ***************
yaani ki ek padosi ko itni ahmiyat di hai ki agar wo bhooka hai to goya ALLAAH bhookaa hai
jab main is haalat ke peshe nazar aap ke is sher ko dekhata hun to hazaar daad ka mustahiq sher nazar aata hai
vikas agar yaad ho to delhi me ham ne is sher ko baar baar farmaayish kar kar ke suna tha main hi nahi ASLAM NOOR ne is hser ko kaafi pasand kiya tha shaayad ASLAM BHAI ke sho'oor me wahi baat aa gayi ho jis ki jaanib meraa rujhaan thaa
mobaarak ho bhai
bahr lafziyaat zidd bhai ke hawaaley
haan mujhe yaad hai

Ik kahani raaja bali ki hau... Wo rakshash danavo k raja thy... Unki ik khaas baat thi .. Unke ghar se koe khali nahi jata tha...
Ek baar wo pooja karne baithy.... Taaki wo amar ho jaye.. (shayad.. Reason theek se yaad nahi)

To bhagwan vishnu ek chote kad ka bhes bana kar brahman ban k gaye aur... Raja se teen pair ki zameen maangi... Raaja ne garoor mai aakar kaha kuch hyda maango..
Tab bhi vishnu ne kaha ... Sirf teen pair... Unhone jaha naap to teen pair..
Aisa kahte ki vishnu bhagwan ne..... Ek pair se dharti asmaan ... Fir pataal nap liya... Teesra pair rakhne ko jagah hi nahi bachi
To raja ne apna sar aage karke kaha yaha rakh lo
..

aur shayad kabir ka doha b tha aisa jane kis bhes mai hari mil jaye .. Dont know
Thanks for ur comment
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote