View Single Post
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
4th December 2010, 01:18 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
masood hassaas saheb, aadaaB....

aapki ye ghazal bahut khoob lagi, mujhe yeh dekh kar behad khushi hui ki aap alfaazoN ko sirf istemal hi nahi karte, balki karne se pehle har lafz ki rooh ko pehchaante haiN...aapki is ghazal par dil se daad hai qubuul kijiyega aur is neeche wale sher ke liye khas taur pe...ye khud meiN ek nageena hai, mujhe bahut pasand aaya...

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo


aapka dost,
vikram


aadaab
merey dost merey bhai mainaap ka kis mun se shukriya adaa karun
main aap ke lafzon ka aabhaaree to thaa hi
magar aap ne is sher ko pasand karke meraa dil jeet liyaa
sachh baat yahee hai merey bhaiki isee sher pe hi ghazal ka daro madaar hai aor rahe gaa aor mujhe khushiis baat kihai ki aap ne mereu dil me jhaankliyaa aor main ne aap ko f b jo kahaa hai wo 100% sachh hai ki haashiyah ( border) bana al sotoor ( between line ) ki baarikiyon ko pahlee nigaah me hishikaar kar lete hain
mujhe khushi hi nahi balki fakhr hai kiaap merey dost hai joki achhaa insaan hone ke saath saath zaheen bhi hai
khush rahiye
doaa me aapkaa naam sare fihrist rahe gaa
aap ka
masood
   
Reply With Quote