25th January 2008, 11:29 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
are yaar dinesh kya kahe rahe ho tum main achhi tarah janta hu aage se aisa nahi kahena ok
bahut thak chuka hu ab sona chahta hu
is zindagi ko main khona chahta hu
ye khuda bulale mujko apne pass
main sirf tere sahare rona chahta hu
|
dosti me kab hai rona kab hai sona koi nahi janta hai
pyar me kab hai dard kab hai khushi koi nahi janta hai
mohbbat kab hoti hai aur kaha hoti hai koi nahi janta hai
ishq sab karte hai per use samajna koi nahi janta hai
marna sabko hai per mot kab aaye koi nahi janta hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|