View Single Post
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th October 2014, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
[Sahi kya aur kya hai galat,
yahi sochne me kal raat guzri.
Maazi ke kissse purane sabhi,
ankho ke aage vo har baat guzri

Kai din gaye teri raah takte,
tassvur me tere kai raat guzri.
Meri bhi saanse mahka gayi vo ,
Tujhe chchookar saba jo mere paas guzri.

Kabhi barsa badal kabhi meri ankhein,
isi khel me hijr e raat guzri.
Bhiga kar mujhe aag isne lagayi,
Badi beraham ye barsaat guzri.

Uske liye dua maangi barso,
Sajde kiye hain jis raah guzri
Deedar e yaar tab ye hua,
choti si thi vo mulaqat guzri.


Madhu ji.......aapne raat ke dard tanhai ko jis tarah bayaan kiya hai...dil ko chu gye aapke ehsaas...hamari bhi kai raate aisi guzrati hai.

likhte rhiye aur bazm ki ronak banaye rakhiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote