View Single Post
Kuch Khawab Mar Se Gaye Hai
Old
  (#1)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
Kuch Khawab Mar Se Gaye Hai - 4th September 2019, 12:21 AM

Bahut time baad khud ki qalam se Likha hai, Kuch aadhe adhure alfaaz


Kuch khawab mar se gaye hai
Zindagi ke geene ka saliqa bhool gaya hu
Duniya bhar ki jimewarayo se ukta sa gaya hu
Na khud ka pata, na apno ka khayal
Khud k hatho rishtey todey ja raha hu
Zindagi ab bhojil se lag ne lagi hai
Jubaan bhi aaj kal bewfai c kar ne lagi hai
Fir zindagi geene k naye se naye mauke talsahta hu
Ander ka bacha mera roz roz ghut ghut se mar raha hai
Ab saari baate fizool kehni fizool se lagti hai
Ab sardi bachpan ki sardi na rahi
Ab ki fiza woh purani sardi ki fiza na rahi
Purane Khawabo ka aana jana rehta hai
In ankhon k dariche pe,in se sukoon to hai


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote