humsafar -
1st August 2010, 06:13 PM
jo safar ka tha sathi ab wo humsafar ban gaya hai
tha koi na jaante the magar abto wo apna ho gaya hai
jab bhi milta hai wo apna pan jatata hai humne kahan roka hai
usse jab chahe tab ajae hume to intezaar hai uska usse hona ho
|