View Single Post
Old
  (#45)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
17th December 2012, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
shukriya ikaas bhai aap ki izzat afzaayi ka ...............
do baaten saamne aayi hain pahli ki SHER KA MATLAB
doosri SA'EE
jaldi me hun is liye sirf SA'EE pe kalaam karta hun inshallaha kal sher pe aaun ga

SA'EE lafz ke wahi maane hain jis ka izhaar AFAAQ bhai ne kiy hai
haan samajhn eki baat ye hai ki har lafz ke do maane hotey hain
no 1 .. loghvi yaani jo dic.. me us ka tarjuma ho
no 2... istelaahi yaani us lafz ko kisi khaas MAFHOOM ke liye khaas kar liya gaya ho
jaise

INTEQAAL loghvi mane .. doosree jagah chale jaana ...istelaahi maane .. maot aa jana
isi tarah se lafz SA'EE hai
jis ke loghvi meane KOSHISH ki hi hain
magar MUSALMAANON ke yahaan ye lafz SAFA MARWAH pahaadi ke darmeyaan chalne ka naam hai
mirza saahab ne yahaan LOGHVI maana hu muraad liya hai
khush rahiye
masood hassaas
khushaamdeed janaab......dili khishi huyi aapko yahaan paakar........ummeed hai ki khaaksaar ki bazm men aapki haaziri darj hoti rahegi............
   
Reply With Quote