View Single Post
Old
  (#28)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th March 2013, 08:00 PM

waah faizaan saaheb ... waah

aapki shayri ke to hum pehle se hi kaayal haiN

daad Qubool farmaaeiN




bahut khoob masood saaheb

behtareen ghazal

shayad agli baar sun sakuN aapko

daad haazir hai .. Qubool farmaaeiN




dhaval bhai ..

ye kalaam pehle bhi dil pe chaa chuke haiN .. iss baar humne mauka gawaaN diya aapko sun ne ka par agli baar aisa na ho ye hi dua karenge ..

apna khyaal rakheiN

daad Qubool farmaaeiN



shaad bhai ...

daad se pehle aapko mubaarakbaad

bahut badi zimmedaari nibhaii aapne .. mujhe behad afsoos raha yahaN mauzood na rahne ka .. shayad agli baar naseeb kaam kar jaaye

behtareen ashaar rahe aapke .. aapke bhi apna alag hi andaaz hai .. mizaaj aashikana hai to jachte haiN aap pe ye ..

daad haazir hai .. Qubool farmaaeiN
apna khyaal rakheiN



guzaarish karunga jin sahebaan ne kalaam parha ho vo post kareiN aur mahroom membraan ki tishnagii door kareiN


andaaz
   
Reply With Quote