2nd February 2013, 07:41 PM
Iska matlab sher jiske 2stanza hotain
agar akela kaha jaye to behar mein
hona hi chahiye but radeef aur kafiye ki
pabandi nahin hai. Am I right?
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|