hi aashika -
25th November 2007, 12:03 AM
hi aashika bahut hi achha song hai aur ye mere fav song me se ek hai to tumne yaha share kiya bahut achha laga ek aut fav song likh raha hu tumhare liye ummid hai tumhe pasand aaye
dil de diya hai jaan tumhe denge
daga nahi karenge sanam-2
rukh zindagi ne mod liya kaisa
hum ne socha nahi tha kabhi aisa
aata nahi yakeen kya se kya ho gaya
kis tarha main tumse bewafa ho gaya
insaaf kar do mujhe maaf kar do
itna hi kar do karam ho
dil de diya hai jaan tumhe denge
daga nahi karenge sanam
aawargi me ban gaya deewana
maine kyu sadgi ko nahi jana
chahat yahi hai ki is kadar pyaar du
kadmo me tere main do jahan vaar du
chain mera le lo khushi meri le lo
de do mujhe de do sare gum
dil de diya hai jaan tumhe denge
daga nahi karenge sanam
mere ask kahe rahe meri kahani
inhe samjo na tum sirf pani
ro ro ke aansuo ke daag dhul jayenge
inme wafa ke rang aaj khul jayenge
pass tum rahogi bhul ab na hogi
karunga na tum pe sitam
dil de diya hai jaan tumhe denge
daga nahi karenge sanam
|