Be-gunaahon se hi gunaahon ka hisaab maanga jaata hai,
jo gunehgaar hua karte hai unhe pyar diya jaata hai,
qurbaani jang mein hua karti hai,
mohabbat mein ashko ko apna bana liya jaata hai,
unki aashiqui ka chalan kuch ajeeb sa hai,
palkon ke taaj pe bithaakar ghamo ke samundar mein dhubo diya jaata hai..