6th January 2008, 01:41 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
mere dil me aaj kya hai
darna vo bhi pooja se kabhi nahi ho sakta hai aisa
ok ho jaaye thik hai
Kadam kadam pe hawa ki aahat ka dhyan rakhna,
Mushkil samay bhe dost ko yaad rakhna,
Hamare yado ki khushboo zaroor ayege,
Tum bus apni naak saaf rakhna
|
mere dil me aj kya hai
pooja sayri nahi thi a thik se padha hota to pata chalta
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|