View Single Post
Old
  (#2)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th June 2014, 12:42 AM

Achchha ek zarooree baat lafz "fusoon" ke mutalliq ... ye singular form ka word hai ... is ka plural form hai "afsoon" ya "afsooN"


Ek sher "afsooN" par...

tere ikhlaas ke afsooN tere waadoN ke tilism
toot jaate haiN to kuchh aur maza dete haiN

- NM

Aap lafz Afsoon ya AfsooN par bhi shayari keh sakte haiN


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote