View Single Post
Old
  (#644)
mohammed zahed
Registered User
mohammed zahed is on a distinguished road
 
mohammed zahed's Avatar
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Feb 2008
Location: Aap ke Dil main
Rep Power: 17
3rd March 2008, 10:09 AM

Ek jaam ulfat ke naam, Ek jaam wafa ke naam, Puri bottle bewafa ke naam.

ein phoolon ki khushboo dil mein bikhar jaaye dua hum karenge ki yeh marz jald utaar jaaye bharrayi hui aapki awaaz dil lubhati hai mera shayad yeh bhi manaye ki marz lagaye rakhe dera aayinda ein phoolon ki jaroorat na ho agar ein ke siwa, aapke sirhaane hum hon

Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai kahan ho tum ki yeh dil beqarar aaj bhi hai woh waadiyan woh fazaayen ki hum mile the jahan meri wafaa ka wahi bar-mazaar aaj bhi hai main jaane dekh ke kyun unko yeh hua ahsaas ki mere deil pe unhe aikhtiyaar aaj bhi hai

Kaun kahta hai mohabbat ki jubaan hoti hai yeh haqiqat to nigahon se bayaan hoti hai woh na aaye to satati hai khalish si dil ko woh jo aaye to khalish aur jawaan hoti hai


PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI

PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI

DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI

AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE

TO KAHANA LAJAWAB HAI!
  Send a message via Yahoo to mohammed zahed  
Reply With Quote