View Single Post
Old
  (#650)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
8th March 2008, 09:39 PM

Quote:
Originally Posted by alone anum View Post
meri zindagi hai roshan in kaale aandhero se
meri zindagi main soch samagh ke aaiyega

banzar zameeno par phool nahi khila karte
podha mohobbat ka soch samagh kar lagaiyega

gulo se bhi nazook hain paon aapke
in kantili raho ko yu hi na aajmaiyega

gam apne chupa ke rakhiye yeh shahar hai aandhe bahro ka
kis ko dil ki bat kahiyega kis ko aanso dikhaiyega

jaan deke bhi hasil nahi hai kuch bazare ishq main
soda bahut hai mehnga kijiyega to pachtaiyega

aap pareshan hote hain kyu mere liye kyu khamkha
sapna hoon main ..khulte hi aankh bhool jaiyega..
hello bhai yaha per sirf share likha karo app mana ki apne bahut acha gazal likha hai per isme gazal nahi sirf share hi likhna hai.

kabhi din hota hai to kabhi raat hoti hai
sapno ki duniya to har pal me basi hoti hai
ab kese kahe ki in sapno me kis ki surat hoti hai
bas ankh khol kar dekhte hai to sirf maa ki hi murat hoti hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote