10th March 2008, 10:01 PM
Quote:
Originally Posted by only anum
baikhudi ki zindagi jiya nahi karty
cheen kar jaam piya nahi karty
jinhay hum say pyar hai aakar kahain hum say
peecha hum bhi kisi ka kia nahi karty
|
wah dost bahut acha likha hai
sach kaha hai tumne ki bekhudi ki jindagi jiya nahi karte
per kisi ki yaad ko lekar uske sang piya nahi karte hai
mana ki hum kisi ka picha nahi karte hai
per sharab ka sahara lekar hum ye jindagi jiya nahi karte hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|