Aman sahaab.................humare pass khushi ko bayan karne ke liye koyii alfaz nahi hai...itane dinoo baad ap ko wapas yaha dekh karr mann parssaN huva sahaab.....
!!! apki humare post par maujudgii hii hume bata rahii hai jo humne likha hai woh apna kaam kar gaya....!!!! bass sabhi dost par apna prem banaye rakhe aur jab bhii savasth ap ko izazat de apni kimatii ray dene yaha tashrif le aayen...
shukriya ke sath chlata hu......ap na khyaal rakhe..ap ka mitrr...