View Single Post
Old
  (#2)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
13th September 2005, 07:53 PM

pehle baron ke pair chute aur karte namaskar,
kahan gaya wo bharat ka pehle wala sanskar.
saharwalon ki baat choriye achuta nahi hai gaun,
bhool gaye sanskar sabhi chuta nahi koi paun.


kya baat kahi hai yaar........!!!!!

angrez gaye,par chor gaye apni sanskriti aur bhasha,
sab ke mann me jor marti angrez ban ne ki abhilasha.
tab kaise poori hogi baapu ke mann ki aasha,
charon taraf dikhayi deti hindi ke prati nirasha.


bahut sahi kaha hai.....aaj ki daud me hamare bhaaratwasi sirf aur sirf modernity ki hi misaal de sakte hain.....apni sanskriti ki misaal to kya kuch ansh dikhne bhi mushkil ho gaye hain ab....

jab tak hum hindime nahi karya sabhi apnayenge,
swatantra hokar bhi ghulam kehlayenge.
jab hum apne tan me se hindi ko apnayenge,
tabhi wastavme swatantra aur shudh bhartiya kehlayenge


bilkul sahi hai.......aaj bahut kam log hain jo ki hindi ke liye apna sarvasv luta sakte hain.....'

lucky............
aaj phir ek umda kalaam ke saath haazir huye ho........frankly speaking its mind blowing........
apne desh ko hindi ke prati ujaagar karne ki ye koshish bahut achchi hai.......well.....agar likhti gayi to shayad ek lambaa essay ho jayega...........

do keep writing.........


with lots of luv frm the bottom core of my heart..........
KaSaK.........


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote