20th June 2010, 05:06 AM
mai saapekch hoon
dharm nirpekch hoon
meri gandh lagte he
khushali fail jati hai
aur jahan mein nahi hota
wahan badhali fail jati hai.
main yug ki pukar hoon
samay ki dhaar hoon
najuk sukumar hoon
desh ka bharshtachar hoon.
Lucky Ji........aapka yeh roop bhi zabardast raha....kavivar sahab !
kavita bhi aapne bahut asardaar likhi hai........aakhir ki panktiya qaafi prabhaav chhodhti nazar aai......mujhe bahut pasand aaya.....aapka kavita paath........
aainda aur bhi rachnaayen...post kariyega....khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath.....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|