6th February 2009, 08:19 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Galatfehmi se mera lamha ko achha samajhna............
|
........... se yaha sukoon dhundhna
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|