View Single Post
Old
  (#13)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
30th June 2014, 12:05 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Zarraa saahab aur zainy saahiba, subha bakhair....

aap dono ki guftagoo padh kkar bahot hi acchaa lagaa, aur ye dekh kar aur bhii khushi huii ke seekhne sikhaane ka ye silsilaa chaal padaa hai apne mukaam ki taraf.....

main nishaandehii to nahi karnaa chahtaa magar mera ek choTaaa saa sawaal hai... aap dono se aur baaki ke padhne waalon se ke...

kyaa Lafz "NazreN" valid hai ???

Nazar se nazaare ho saktaa hai , Nigah se nigaaheN bhi ho saktaa hai magar kyaa Nazar ka plural NazreN ho saktaa hai.... i am bit confused..

agar aap isme koi lughaat ya misaal pesh karenge to meri kamilmii me izaafaa hoga....

shukriyaa

Shaad....
Hausla afzai ka shukriya Shaad sahab

Lafz "nazreiN" par jo ek sher yaad aaya, wo mashhoor o aala shayar Janaab makhdoom mohiuddin sahab ka hai jo ek film ke gaane ki shakl mein bhi aaya hai ...

nazreiN milti haiN jaam milte haiN
mil rahi hai hayaat phooloN ki

- makhdoom


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote