View Single Post
Old
  (#161)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th May 2015, 10:55 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
bohat umdah Kaifiyat dii hai bhai ....

is per aik koshish :-



maiN jab bhi sanwar ke baahir nikalta hooN
un se mulaqaat ke liye zaroor jaata hooN

un ke aaankhoN ke samandar ko maiN!
dil meiN sama ke chupa ke rakhta hooN

saaz saare ke saare be-saaz hue jate haiN!
koyal si awaaz un ki jab bhi sunta hooN…

aalam-e-izteraab hota hai waqt-e-rukhsat!
bin paani machli ki manind machalta hooN


aalam-e-izteraab : condition of anxiety
manind : alike

shab-e-hijr meiN pal pal tadapta ‘parStaar’
'ki aag hi nahi rehta, dhuaaN bhi hota hooN'
Hassan bhai,

Kya khoob saaz-e-bayaan hua hai dost, kya kahifiyat bayaan kar gaye par bhai hidayaat yeh bhi thi ki lafz kisi ek sher mein hona laazmi hai. Agar aap gaur-talab kar paaye to inaayat hogi..Shukriyaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote