View Single Post
Old
  (#173)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 15th May 2015, 03:51 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Lafz thoda peecheeda tha aur isliye is baar ghazal tayaar hone mein thoda waqt gaya...lijiye aapki nazar kuch alfaaz kar raha hoon batayiegaa kaise lage

KHalish-o-soz-e-dil-figaar* haiN itne
kya hoga kaifiyat-e-dil sunaane se

*bruise

zabaan-e-gul mein bhi kitne khaar chipte hai
Gham milta hai kisi na kisi bahaane se

firaaq-e-yaar ab kaunsii khalish dega
guzar gaya hoon yun zindagi bitaane se

savaal-e-vasl** mere raqiib achaa hai
qurbate.N hoti nahi faaslaa mitaane se

**question of reunion

Guzaarish 'mast' nighaaon ko kaabu karlo
dhadkane sunn ho chuki hai ab zamaane se



खलिश-ओ-सोज़-ए-दिल-फ़िगार हैं इतने
क्या होगा कैफियत-ए-दिल सुनाने से

ज़बान-ए-गुल में भी कितने खार छिपते है
ग़म मिलता है किसी न किसी बहाने से

फ़िराक-ए-यार अब कौनसी खलिश देगा
गुज़र गया हूँ यूँ ज़िन्दगी बिताने से

सवाल-ए-वस्ल मेरे रक़ीब अच्छा है
क़ुर्बतें होती नहीं फासला मिटाने से

गुज़ारिश 'मस्त' निघाओं को काबू करलो
धड़कने सुन्न हो चुकी है अब ज़माने से
awesome.................

simply superb............................


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote