View Single Post
Old
  (#72)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
26th August 2012, 05:08 AM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Mujeeb sahab jab Allaah likhte waqt Laam par tashdeed lagayee jaati hai to Billee likhte waqt laam par tashdeed ka istemaal kyuN na kiya jaaye?
Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
bil lee = ب ل ل ی be + laam +laam + choti ye ( be zair laam bil , laam choTi ye lee = bil lee )
aik laam sakin aur aik laam mutaHarik hony ki waha se yahaN shad (tashdeed )ka istemaal kiya hai , shad (tashdeed) isi class maiN pehle mutaa'rif karaya gaya hai .
Aadaab or Tasleemaat ,

moHtaram , is baat ki wiZaaHat to nacheez pehly bhi ker chuka hai , app zara ghaur fermaaieN

Talib e E'lm
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote