Thread: Sawaal Jawaab!
View Single Post
Old
  (#59)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th June 2014, 10:50 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Jab subjective questions honge aur unpar debate hogi to saba apna alag opinion hona aa baat hai.
there is no perfect reply to anything
as there is no such thing as a perfect definition/explanation.

to yaha par kuch clash hona natural hai ideas ka , aur interpretations ka.

zainyji agar ye sisilisla aapko theek nahi lagta , to aap sawaal ijiye aur jawaab dene wale ka naam bata dijiye us sawaal ka...phir vo member jawaab de and u move to next question with another members turn to answer.
Main aapki baat samajh gayi zidd sahab. ..per is tarah se to knowledge limited ho jaayegi. ..

lekin jo masla paida hua hai uska hal bhi zaruri main aaj hi kuch rules post karti huun...taaki kisi ko koi confusion na ho aur koi misunderstanding na ho

Chaliye agle sawaal ki taraf badhte hain


Words ke correct spelling aur pronunciation kaise pata chale? kyunki spelling se behr per farq padhta hai..

ex:dunia,duniya ,dunya...which one is correct..???




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote