Thread: Chat box
View Single Post
Old
  (#188)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
7th August 2014, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
naaz jee..hassan jee..anant jee...aap log samajhdaar aur mature persons hain...acche shayar hain...aur kafi dino se sdc se jude hain....meri aap logo se ek request hai kee please sdc kee garima aur shayarana mahol banane mein hamara sehyog karein...jis prakaar kee yahan chatting chal rahi hai..jahan tak mujhe lagta hai aap logo ko bhi acchi nahin lag rahi hogi...to plz ignore this type of chat.koi karta bhi hai to use bhi ignore karein.....nahin to baat badte badte bad jati hai aur fir khud hee hame hee acchi nhn lagti.....shayar log emotional, senstive aur responsible hote hain..aur aap sbme mein bhh ye khoobi hai...to un qualities ko maintain karein..aur dusron ke nonsense talk ko ignore karke healthy talk karein....aap sb log mature aur samajhdaar hain..aur mujhe pura vishwaas hai kee..aap meri baaton kee gehraiyon ko samajhenge aur mujhe niraash nahin karenge....
Kagin bhi kuch galat ya hurting laga ho to plz dil pe mat lijiyega...ignore kariyega....thanx..

Maine yahan unhi ko msg diya hai jo purane members hain kyonki samajhdaari kee umeed mujhe apse hee hai...
Arvind jii,

Main aap ki boht izzat karta hon,

Oper ki baat cheet dekh ke aap ne andaza laga hi liya ho ga ke
kon ghalti per tha aur kis ne hadieN paar ki,

Phir bhi aap ki baat ka maan rakhte hue,
maiN muaafi ka talabgaat hoN, agar jane ya anjaane
meiN meri wajah se kisi bhi sadasya ka dil dukha ho.

Besides, he cross the limits with Naaz,
Now its up to her what will be her reaction.


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote