View Single Post
Nagme naye purane Film: Adalat (1958)
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Nagme naye purane Film: Adalat (1958) - 5th August 2015, 05:18 PM

Yun hasraton ke daag mohabbat mein dho liye
Khud dil se dil ke baat kahi aur ro liye
Yun hasraton ke daag...................

Murjha chukka hai Phir bhi yeh dil phool hi to hai
Haan phool hi to hai
Hum aapki khushi se kaaton mein so liye
Khud dil se dil ke baat kahi aur ro liye
Yun hasraton ke daag...................

Hothon ko si chuke to zamane ne yeh kaha
zamane ne yeh kaha
ye chup si kyon lagi hai aji kuchh to boliye
Khud dil se dil ke baat kahi aur ro liye
Yun hasraton ke daag...................

Ghar se chale they hum to khushi ki talaash mein
khushi ki talaash mein
gam raah mein khade they wo hi saath ho liye
Khud dil se dil ke baat kahi aur ro liye
Yun hasraton ke daag...................


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by Qasid; 5th August 2015 at 10:53 PM..
   
Reply With Quote