View Single Post
Old
  (#13)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
7th July 2010, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Extremely sorry Raj sahab, maiN chah ker bhi is thread per kuch likh nahi paa rahi huuN, yaqeen maniye hadd se zyada busy ho gayi huuN aajkal,

ek tou char char monthly events chal rahe haiN sdc per jinki puuri zimmedari mujh per hi hai,

phir members ki shakayat rehti hai ke maiN unki ghazals per kuch comment nahi kar rahi,

phir khud ki ghazal ke replies dene hote haiN,

in sab ke baad jo bhi waqt milta hai,yahaaN posts edit. delete me nikal jaata hai,aap tou jaante hi haiN yahaaN aajkal kaisa mahaul bana hua hai...

but I promise, I will be back on this thread, aur haaN ek hi tou thread close kiya tha maine..woh bhi majbooran....Yeh ilzaam kyuN ke Zainy sirf threads close karti hain...

khair aap sab discussion continue rakhiye...I will be back..




Hmmm..... Zainy ji... Lagta hai aapki bhi jaan pehchaan kisi mp type se hai... Unki company ka asar saaf nazar aa raha hai

Khair... Aapki mazbuuriya bhi apni jagah sahi hain... Par kehna itna chahuunga aapse ki aapne itna lamba laekh to likh diya ... Behtarr hota k kuch is mudde par prakash he daal deti

Waise aapki apni zyaati raii me mujhe dakahal nahi dena chahiye... Isiliye meri bhi 'sorry' kubool keejiye

Aur aapke wapsi aane ka aur aapke comments ka intzaar rahega




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote