View Single Post
Aadab Manoj Ji
Old
  (#110)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
Aadab Manoj Ji - 27th April 2004, 10:20 AM

Manoj ji,

Shukhriya! To aapke sher ko zara sa modify kar raha hoon

Apne likha tha...

"kuch alag rangat hai aaj in nazaaron mein
khile hai chahat ke phool aaj in baharon mein"

Jise maine likha hai--

" Kuch alag-si rangat hai, Aaj in nazaaron mein,
Phool Khile Chahat Ke, Aaj in bahaaron mein"

2nd Sher Likha hai...

" Hal-e-dil hum kya kahen, kya aaj hai 'Gumnam' Ka,
Manzilon ki Chahat hai, Aaj in Kinaron mein."


Ummid hai ap ko achcha lagega. Zara ghazal Ko padh kar dekhiyega ki wakayi koi antar hai ya nahin...

Take care....



To Ghazal Is tarah ho gayi Hai--

1st Sher--

" Kuch alag-si rangat hai, Aaj in nazaaron mein,
Phool Khile Chahat Ke, Aaj in bahaaron mein"
(manoj kureel)

2nd Sher--

" Hal-e-dil hum kya kahen, kya aaj hai 'Gumnam' Ka,
Manzilon ki Chahat hai, Aaj in Kinaron mein."
(Gumnam)


----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote