View Single Post
Old
  (#3)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
9th August 2008, 11:12 AM

Quote:
Originally Posted by dheerendra View Post
Ungliyan tham ke khud chalna shikhaya tha jise,
rah main chhoDh gaya rah pe laya tha jise

usne ponche hi nahin ashk meri ankhon se
maine khud ro ke bahut der hasaya tha jise.

bus usi din se khafa hai mera vo ek chehra
doop main aina ek roj dikhaya tha jise

choo ke hontho ko mere vo bhi kahin door gayi
ek gazal shauk se jise gaya tha maine

de gaya ghav vo aise ki bharte hi nahin
apne seene se kabhi maine lagaya tha jise

hosh aya to hua yah ki mera ek dushman
yaad phir ane laga ki maine bhulaya tha jise

vo bada kya hua sir par hi chad jata hai
apne kandhe pe "kunwar" has ke bithaya tha jise.
Dheerendra jii
badi hi umda gazal pesh kii hai aapne kunwar sahab kii
merii taraf se bhii aapka shukriyaa.....


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote