View Single Post
Dil Phir Bhi Tumhein Dete Hain ... Kya Yaad Karoge
Old
  (#1)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
Exclamation Dil Phir Bhi Tumhein Dete Hain ... Kya Yaad Karoge - 2nd September 2008, 05:38 PM

Hum jaante hain tum humein naushad karoge
Todoge mera dil mujHe barbad karoge
Dil phir bhi tumhen dete hain kya yaad karoge
Na chain humein doge
Na tum sad karoge
Na dard ki zanjeer se aazad karoge
Dil phir bhi tumhen dete hain kya yaad karoge kya

Zulfon ki ghani chhaanv
Yeh gaalo ki hasin dhoop zinda hai
Tere pyar se jaanam yeh mera roop
Kya kya na tere pyar ko dilbar diya humne
Tu boond ka pyasa tha samandar diya humne
Maloom hai khush rehke bhi fariyad karoge
Todoge mera dil muje barbad karoge
Dil phir bhi tumhen dete hain kya yaad karoge


Ek dil hi nahin sara safar humne diya hai
Kya kya na tumhe jane jigar humne diya hai
Maangi thi kali tumne nagar humne diya hai
Armaan ka mahal pyaar ka ghar humne diya hai
Maloom hai tum ghar mera barbaad karoge
Na dard ki zanjeer se aazad karoge
Dil phir bhi tumhen dete hain kya yaad karoge


Hum jaante hain tum humein naushad karoge
Na dard ki zanjeer se aazad karoge
Dil phir bhi tumhen dete hain kya yaad karoge





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote