Quote:
Originally Posted by mausam
wohi to meri sazaa to ghar main bajane ki thi..ab party mein to sab wah wah karnege hi gahr mein raat ko 12 baje bajao to pata chale....
Qaidi no 7575(mani)mani ko yeh sazaa di jaati hain..ki woh aaj pure din bahot khana khaye..maine suna hain bahut kam khati hain s woh har 5 min main kuch bhi khaye
|
wah wah kia khoob saza di hai ammi tokhush ho jayengi aesi saza se
mausam di ko saza di jati hai ke ab mere khane peene ka bhi wohi bandobast karain.............kesa